% ITRANS song...
% --------------
% Film:	    Pyaasa
% Starring:   Guru Dutt, Waheeda Rehman
% Lyrics:	    Sahir Ludhianvi
% Music:	    S D Burman
% Singer(s):  Mohammad Rafi
% --------------
% Credit(s):  rec.music.indian.misc
% Translit:   gopala@cs.wisc.edu (Venkatasubramanian K. G)
% Corrections: anurag@astro.indiana.edu (Anurag Shankar)
%---
\startsong
\songtitle{Pyaasa}{Mohammad Rafi}{Sahir Ludhianvi}{S D Burman}
\indian % Begin indian text....same as !<
%
    jaane vo kaise log the jinake
    pyaar ko pyaar milaa
    hamane to jab kaliyaa.N maa.Ngii
    kaa.NTo.n kaa haar milaa
    jaane vo \threedots

    khushiyo.n kii ma.nzil Dhuu.NDhii to
    Gam kii gard milii
    chaahat ke naGame chaahe to
    aa.Nhe.n sard milii
    dil ke bojh ko dhu.Ndhalaa kar gayaa jo Gamakhaar milaa 
    hamane to jab \threedots

    bichha.D gayaa\threedots bichha.D gayaa har saathii dekar 
    pal do pal kaa saath
    kisako furasat hai jo thaame diivaano.n kaa haath
    hamako apanaa saayaa tak aqasar bezaar milaa
    hamane to jab \threedots

    isako hii jiinaa kahate hai.n to 
    yuu.Nhii jii le.nge
    uf na kare.nge lab sii le.nge
    aa.Nsuu pii le.nge
    Gam se ab ghabaraanaa kaisaa, Gam sau baar milaa
    hamane to jab \threedots
%
\endindian % End indian text....same as >!
\endsong
% ----
% send songs, corrections, etc to Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% ----
