% ITRANS song...
% --------------
% Film:	    Umrao jaan
% Starring:   Rekha, Raj Babbar, etc
% Lyrics:	    
% Music:	    Khayyam
% Singer(s):  Asha Bhonsle
% --------------
% Credit(s):  rec.music.indian.misc
% Translit:   gopala@cs.wisc.edu (Venkatasubramanian K. G)
%---
\startsong
\songtitle{Umrao Jaan}{Asha Bhonsle}{}{Khayyam}
\indian % Begin indian text....same as !<
%
    dil chiiz kyaa hai, aap merii jaan liijiye
    bas ek baar meraa kahaa, maan liijiye

    is a.njuman me.n aapako aanaa hai baar baar
    diivaar\-o\-dar ko gaur se pahachaan liijiye

    kahiye to aasamaan ko zamiin par utaar laae.n
    mushkil nahii.n hai kuchh bhii agar Thaan liijiye

    maanaa ke dosto.n ko nahii.n dostii kaa naaz
    lekin ye kyaa ke gair kaa ahasaan liijiye
%
\endindian % End indian text....same as >!
\endsong
% ----
% send songs, corrections, etc to Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% ----
