% ITRANS song...
% --------------
% Film:	    Kahaani Kismat ki
% Starring:   Dharmendra, Rekha
% Lyrics:
% Music:	    Kalyanji\-Anandji
% Singer(s):  Kishore Kumar, Rekha
% --------------
% Credit(s):  rec.music.indian.misc
% Translit:   gopala@cs.wisc.edu (Venkatasubramanian K. G)
% Corrections: anurag@astro.indiana.edu (Anurag Shankar)
%---
\startsong
\songtitle{Kahaani Kismat Ki}{Kishore Kumar, Rekha}{}{Kalyanji-Anandji}
\indian % Begin indian text....same as !<
%
>! The beginning of this song is as follows !<
ki: are suno suno, o bhaaiyo.n, bahano.n
    are magan bhaaii, o chhagan bhaaii, o saamaalo re daamaalo
    o suno suno
    o raaghobaa, o dho.nDiibaa
    o karnal si.nh
    o jarnail si.nh
    o tussii bhii suno paappe
>! Then the song starts !<
ki:  are raftaa raftaa dekho aa.Nkh merii laDii hai (2)
     aa.Nkh jisase laDii hai vo paas mere khaDii hai
     mujhe jaanatii hai jabase ye maratii hai tabase
     mai.n bhii isase chorii chhupe chaahataa huu.N tabase
     dil me.n ye mere bas ga_ii !
     ai ku.Dii fa.Ns gaI !!

re:  ye tum kyaa kah rahe ho ? maine aisaa to nahii.n kahaa thaa

ki:  he he !! are raftaa raftaa dekho aa.Nkh merii laDii hai
     aa.Nkh jisase laDii hai vo paas mere khaDii hai
>! Fabulous interlude !<
ki:  mujhe pyaar sikhaayaa kisane? isane! (2)
     mujhe pyaar sikhaake diivaanaa banaayaa kisane? isane!
     ye pyaar kaa kamaal hai sharaab kaa suruur nahii.n
     honaa thaa so ho gayaa kisiikaa bhii qusuur nahii.n
     haatho.n me.n mere ras gaI !!
     e kuDii fa.Ns gaI !!
re:  ohfo! ye tum kyaa kah rahe ho?
     maine aisaa to nahii.n kahaa thaa!!

ki:  >! hmm hmmmm!! !< are raftaa \threedots

>! Interlude !<
ki:  are pahalii sharaarat kisane kii? isane kii!  (2)
     are pahalii sharaarat karake mohabbat kisane kii?
     isane kii!!
     isako pasa.nd mai.n, mujhe ye pasa.nd hai
     dil mil jaate ???? baate.n yahaa.N ba.nd hai.n
     >! (unsure of above line) !<
     baat hai ye asalii!!  
     o paa.nDobaa, poragii fasalii re fasalii!
re:  paagal ho gae ho kyaa? maine aisaa to nahii.n kahaa thaa!
ki:  aagaye! zavaal ye laajo nako (4)

raaghobaa, dho.nDiibaa, paa.nDobaa >! \- marathi names !<
aagaye! zavaal ye laajo nako >! \- don't be shy, come close !<
porgii fasalii re fasalii >! \- marathi for "ladki pat gaii" !<
%
\endindian % End indian text....same as >!
\endsong
% ----
% send songs, corrections, etc to Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% ----
