% ITRANS song...
% --------------
% Film:	    Kanhaiyya
% Starring:
% Lyrics:
% Music:	    Shankar-Jaikishen
% Singer(s):  Mukesh
% --------------
% Credit(s):  satyan@au-bon-pain.lcs.mit.edu (Satyan R. Coorg)
% Translit:   gopala@cs.wisc.edu (Venkatasubramanian K. G)
%---
\startsong
\songtitle{Kanhaiyya}{Mukesh}{}{Shankar-Jaikishen}
\indian % Begin indian text....same as !<
%
    ruk jaa o jaane vaalii ruk jaa
    mai.n to raahii terii ma.nzil kaa
    nazaro.n me.n terii mai.n buraa sahii
    aadamii buraa nahii.n mai.n dil kaa  \- (2)

    dekhaa hii nahii.n tujhako
    suurat bhii na pahachaanii
    tuu aake chalii chham se
    yuu.N Duubake din paanii \- (2)
	    ruk jaa \threedots

    mud.hdat se mere dil ke
    sapano.n kii tuu raanii hai
    ab tak na mile lekin
    pahachaan puraanii hai \- (2)
	    ruk jaa \threedots

    aa pyaar kii raaho.n me.n
    baaho.n kaa sahaaraa le
    duniyaa jise gaatii hai
    us giit ko doharaa le  \- (2)
	    ruk jaa \threedots
%
\endindian % End indian text....same as >!
\endsong
% ----
% send songs, corrections, etc to Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% ----
