% ITRANS song...
% --------------
% Film:     Don
% Starring: Amitabh, Zeenat
% Music:    Kalyanji Anandji
% Lyrics:   Anjaan
% Playback: Kishore Kumar
% --------------
% Credit:   subraman@myria.cs.uma.edu (Satish Subraman)
% Translit: gopala@cs.wisc.edu (Venkatasubramanian K. G)
% Corrections: anurag@astro.indiana.edu (Anurag Shankar)
%---
\startsong
\songtitle{Don}{Kishore Kumar}{Anjaan}{Kalyanji Anandji}
\indian % Begin indian text....same as !<
%
    >!mmmmm prr prr (chews paan)!<
    are bha.ng kaa ra.ng jamaa ho chakaachak
    phir lo paan chabaay
    >!humm humm!< aahaa!
    are aisaa jhaTakaa lage jiyaa pe
    punar janam hoi jaay

    o khaaike paan banaaras vaalaa \- (2)
    khul jaae ba.nd akal kaa taalaa
    khaaike paan banaaras vaalaa
    khul jaae ba.nd akal kaa taalaa
    phir to aisaa kare kamaal
    siidhii kar de sabakii chaal
    o chhoraa ga.ngaa kinaare vaalaa \- (2)
    khaaike\threedots
    
    are raam duhaaii, kaise chakkar me.n pa.D gayaa haay haay haay
    kahaa.N Taa.Ng fa.Nsaaii, mai.n to suulii pe cha.Dh gayaa haay haay
    kaisaa siidhaa saadaa mai.n kaisaa bholaa bhaalaa, haa.N haa.N!
    are, kaisaa siidhaa saadaa mai.n kaisaa bholaa bhaalaa
    jaane kaun gha.Dii me.n pa.D gayaa pa.Dhe\-likho.n se paalaa
    miiThii chhuurii se, miiThii chhuurii se huaa halaal
    chhoraa ga.ngaa kinaare vaalaa \- (2)
    
    ek kanyaa ku.Nvaarii hamarii suurat pe mar ga_ii haay haay haay
    ek miiThii kaTaarii, hamare dil me.n utar ga_ii haay haay
    kaisii gorii gorii o tiikhii tiikhii chhorii, vaah vaah!
    are kaisii gorii gorii o tiikhii tiikhii chhorii
    karake joraa\-jorii, kar ga_ii hamare dil kii chorii
    o milii chhorii to, milii chhorii to huaa nihaal
    chhoraa ga.ngaa kinaarevaalaa\threedots
%
\endindian % End indian text....same as >!
\endsong
% ----
% send songs, corrections, etc to Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% ----
