% ITRANS song...
% --------------
% Film:     Yaadon Ki Baarat
% Starring: Dharmendra, Zeenat
% Lyrics:   Majrooh Sultanpuri
% Music:    Rahul Dev Burman
% Playback: Asha, Rafi
% --------------
% Credit:
% usp_pchhibbe@sitvxa.stevens-tech.edu (Parag Chhibber)
% ITRANS conversion: avinash@acm.org (Avinash Chopde)
% Corrections: anurag@astro.indiana.edu (Anurag Shankar)
%---
\startsong
\songtitle{Yaadon Ki Baarat}{Asha and Rafi}{Majrooh Sultanpuri}{Rahul Dev Burman}
\indian % Begin indian text....same as !<
%
    churaa liyaa hai tum ne jo dil ko
    nazar nahii churaanaa sanam
    badal ke merii tum zi.ndagaanii
    kahii.n badal na jaanaa sanam

    le liyaa dil,  haay meraa dil
    haay dil lekar mujhako naa bahalaanaa
    churaa liyaa\threedots churaa liyaa  hai \threedots

    bahaar ban ke aauu.N kabhii tumhaarii duniyaa me.n
    guzar na jaae.n ye din kahii.n isii tamannaa me.n    
    tum mere ho, haa.n tum mere ho
    aaj tum itanaa vaadaa karate jaanaa 
    churaa liyaa \threedots churaa liyaa hai \threedots

    sajaau.ngaa luT kar bhii tere badan kii Daalii ko
    lahuu jigar kaa duu.ngaa ha.nsii.n labo.n kii laalii ko
    hai vafaa kyaa,  is jahaa.n ko
    ek din dikhalaa duu.ngaa mai.n diivaanaa
    churaa liyaa\threedots  churaa liyaa hai \threedots

    le liyaa dil,  haay meraa dil
    haay dil lekar mujhako naa bahalaanaa
    churaa liyaa\threedots churaa liyaa hai \threedots
%
\endindian % End indian text....same as >!
\endsong
% ----
% send songs, corrections, etc to Avinash Chopde (address above)
% ----
